Saturday, April 24, 2021

कौन-कौन इस्तेमाल कर रहा आपके नाम से सिम या मोबाइल नंबर आइये जानते है!

अगर आपको कभी भी ऐसा लगता है कि कोई आप के ID प्रूफ से सिम चला रहा हैं तो इस पोस्ट को लास्ट तक पढ़े!

Kaun kaun chala rha apk id pe sim


Kyuki hum batane wale hai ki kish tarah ap ye jaan sakte h ki kaun apki id se sim chala raha hai aur uski complaint दूरसंचार विभाग में kaise kar sakte hai aur ush sim ko kaise band karwa sakte hai.


Telephone Department ne pr Ek Portal Launch Kiya hai.

Visit Now and Check

Ish Portal pr Poore India k Sare Active Mobile Number k Databases ko Upload Kiya hai.


Ap ish portal ko use kark Spam or Frauds se bach sakte hai. Aur ye kosish hai ki apko fraud se bachaya jae.


Agar apko ye lagta hai ki apk ID proof par koi bhi fake Sim active hai ya use kar raha hai to bahut simple steps apko follow karne hai.


To Sabse Pehle apko visit karna hai : tafcop.dgtelecom.gov.in


Then apna active mobile Number dal k OTP se Verify karna hai.



Ek bar OTP se verify hone k bad apk samne wo sare number appear honge jo apk id pr chal rahe honge.


Apko agar aisa lagta hai ki koi aisa number hai jo apka nahi ushe ap select kark Report Button press kark report kar sakte hai.


Aur agle kuch ghanto me band kar diya jaega.


Ho sakta hai apko koi bhi number show na to mai btana chahunga ki ho sakta hai Apk area ka database abi uploaded na ho kyuki tafcop.dgtelecom.gov.in ne ye service abi sirf kuch regions me suru ki hai.


Par apki query aagar ayegi to wo ushse jldi se jld update karnge.


Post acha laga ho to share karna na bhoole aur comment kark apni samasya bata sakte hai.

No comments:

Post a Comment